Depression kisi ko sachi bhavnao ko chupane ke liye majboor kr sakta hai kyonki ve nahi chahte ki unke parivaar waale chinta karen. Yahan 5 Cheeze hai jinke baare mein aavsaad waale log baat karna pasand nhi krte hai.

Kai karno mein se ek karan hai ki aavsaad se garast log logon se chupana chahte hai ki ve vastav mein kya mehsoos kr rhe hote hai aur isko sharmindgi kehte hai Jo aapmtaur per stithi se Judi hoti hai. Unhe yah bhi lagta hai ki log yah log yah nhi samjh sakte ki ve kya kr rhe hai aur ve bilcul ekela mahsoos krte hai. Vastav mein yah sirf udaas person hi nhi hai Jo apni mansik stithi ke baare mein baat krne mein asmarth hai, Balki yah bhi bhi ho sakta hai ki log humesha kehne ke liye sahi cheeze nhi jante ho. “POSITIVE SOCHO” yadi aap vastav mein chahte hai ki aap isse bahar aa sakte hai to apna aasrivaad gine.
Kuch esi baatein hai Jo log udaas logon ko batate hai. Lekin yah humesha madat nhi kr sakta.
Truth yah hai ki depression aapko ek alag person bna deta hai kyonki ab aap unn cheezo mein aanand nhi pa sakte hai jinhe aap pyaar krte the. Depression se affected log aakshar sharam aur lachari jaise bhavnaao se abhibhoot ho jaate hai aur inhe baatchit mein nhi laana chahte hai. unhe Lag skata hai ki ve jeewan bhar ese hi chal sakte hai aur nahi chahte ki unke priyajan unki chinta karen.
Kuch apne lakshano ko chupa Sakte hai
kyonki ve nhi chahte ki unke priyajan chinta karen. Duso ko purnatawaad ke sath madat ya sangarsh ke liye puchne mein bahut sharmindgi mehsoosh ho sakti hai. Log shuruwat mein shangarsh ke liye puchne mein doshi ya sarminda bhi mehsoos kr sakte hai. jo dono samanya bhawnaaye hai. shodh ke anusaar jo depression ke sath-sath chalte hai ” Clinical Psychologist ” aur best selling author Dr. Juli Smith ne apne recent Instagram post mein kaha hai.